Inteqal ya registry

Humnay 1 zameen khareedi ha 1 admi sy oska total raqba 12 marla ha humnay 7 marla andar sy khareedi ha, os admi ny registry aur inteqal dono karwaye huay hn. Yahan punjab mn patwarion ki hartal chal rahi ha jiski waja sy wo fard ni dae rahay magar wo inteqal charhanay ko tayar hn, magar mn chahta hun k registry karwaon. Is muamlay mn mjay rehnumai chahye.