Dispute

Salam
Hum 5 bhai aur 3 sisters hain hamarey bharey 2 bhai aur choota bhai apas ky jagroun ki waja sy pesey ki waja sy aur sub sy bhara bhai apney kuch na karda gunahoun ki waja hum 3 bhaioun ky hissey ky makan par qabza jama kar baitha huwa ha aur adalat sy degree bi jari karwa chuka ha hum 2 bhai job kartey hain aur aik bewa behan bi hamarey sath ha un sy apna jaiz hissa lena chahtey hain koi hal bataye ga kia