Ok ab kindly mujhe koi ye btaega ke mujhe ye zameen gift mila hai kisi se to wase to stam mere name ka hua hy k usne apni adhi zameen mere nameki hy or main jab chahu isko sell kr sakta hu ab mujhe pata ye karn ahaike kya main usko bechna chahta hu to jo fard hoti hai wo poori zameen ki nikle gi yaa jo bs mera hissa hai ??
Or phr mera id cardni hai too kya mujhe id cardki zarurat hai zameen sell krne k liye
Please help me
Id card ki zaroorat pare gi…aur fard sirf aap ke hissa ka bhi nikal sakta ha…per yeh zaroori ha ke jo zameem aap ko gift hui ha woh patwari ke record mein bhi aap ke nam hu chuki hu…sirf stamp aap ke nam per huna sa zameen aap ki nahi hu gi
Https://docs.google.com/spreadsheets/d/1yLwQvmH0MB7jyKB-dVE9nEiVe6bQz_YNxtAaI0uyqfo/edit?usp=sharing
Sirf stamp pe ap sale ni kr skty… Ap ke nam pr registry/intiqal hona chahye
Only stamp paper is not enough gifted property must be transfered on your name and for this process id card is required even transfer on your name or sell